nagraj ka ek aur dusman paida ho gaya hai jis ka naam hai nag chor.yeh
ek aisa chor hai jo sirf nag chura tha hai.nagraj ka dusman to ese hona
hi tha kyunki nagraj ki shakti hi nag hai. nagraj roj ki hi tarah apradhiyo ka safaya karne nikla par use kya
pata tha koi uska hi safaya karna kar ne ke liya betab bai tha hai.usne
nagraj ke nag khichne shru kar diya nagraj ki shakti kam hoti ja rahi
thi nagraj mar hi jata agar scd (dhruva) moke par na pounchtha.usne use
apni star belt se band diya .aur uska dam gutne laga to wo gayab ho
gaya.chalo thodi der ke liya musibat tali.nagraj ko bhaut jayada
kamjori lag rahi thi kyunki uske bhaut jayada nag nikal chuka
tha.dhruva kisi kam se mahanagar aaya hua tha.usne use ghar tak chod
diya.phir baad main un done ne milkar uska safaya kar diya.
More reviews about the dhruva- the real hero