• Sign up
  • ‎What is Shvoong?‎
  • Sign In
    Sign In
    Remember my username Forgot your password?

Summaries and Short Reviews

.

.

Tumko

Book Summary by: adarsh4015    

Original Author: Adarsh
tumko dekhta hu
 
tumko dekhta hu to ye mehsuus hota hai
tumhare
paas hi rehno ko mera man kehta hai
tum ankhon se ozhal naa ho kabhi 2
deewana bas ye dua karta hai
jinse pyar itna barsati ho har dam
unhi ankhon me mera har sapna sota hai
tumhe paalunga ek din yakeen hai mujhko
tumhe khone ka phir bhi halka sa dar rehta hai
tumhare hoton ki chashni me doob jaunga
in zulfon ki chadar mein leta rahunga
taqleef ab aur bhi badne si lagi hai
tum hohi aisi mera jaisa roz koi marta hi rehta hai
tumhare badan ko jakad lu, tumhe kas kar pakad lu
chodu na phir kabhi, saso mein sase miljane do,
mujhe apne zara sa pas aanedo
mujhe apni aahosh me lelo, mera sath iskadar na khelo
mar na jau kahi ye tammanna dil mein liye
kaho gi phir , tumsa bhi koi deewana hota hai
main janta hu shayad ye deewangi bhi nahi hai
main janta hu mujhsa koi pagal nahi hai
par chahta tum bhi ye janlo, jab tak zinda hu mujhe apna manlo
aapni dosti ki ijazat dedo, mujhe sirf tumse hai pyar 2
tumko dekhta hu to ye mehsuus hota hai
tumhare paas hi rehno ko mera man kehta hai
 tum ankhon se ozhal naa ho kabhi 2
deewana bas ye dua karta hai
tum ek baar bas ek baar mere jeevan me aao
maut bhi aaye phir to gila nahi hai
mujhsa koi tumhara deewna nahi hai
Written by adarsh varma 
 Write your abstract here.
Published: April 09, 2007
Please Rate this Review : 1 2 3 4 5

Bookmark & share this post

.